/ Nahi he koi duniya mey with Lyrics urdu Naat #naat #naatsharif

Irfan

0 views 3 years ago

  • Default
  • Nahi He Koi Duniya Main Hamara Ya Rasool Allah
    Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah
    Sarapa Maaseaat Hoon Baar Hay Bay Had Gunahoon Ka
    Bachana Nar-E-Dozakh Say Khuda Raa Ra Rasool Allah
    Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah
    Talatum Khaiz Hay Daria Bhanwar Main Hay Mairi Kashti
    Nazar Aata Naheen Koi Kinara Ya Rasool Allah
    Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah
    Faqat Aamal Kay Badlay Naan Paye Ga Koi Janat
    Naan Ho Ga Jab Talak Tera Ishara Ya Rasool Allah
    Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah
    Haqeeqat Main Bohat Berh Kar Hay Arsh-E-Mo’ala Sey
    Zameen Jiss Par Ho Naqsh-E-Paa Tumhara Ya Rasool Allah
    Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah
    Tarapta Hay Maira Dil Aur Tarasti Hain Bohat Aankhaien
    Bula Loophir Madinay Main Dobara Ya Rasool Allah
    Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah
    Gunahgaaraan-E-Ummat Ka Khajal Hoona Saza Pana
    Tairi Rehmat Ko Kab Ho Ga Gawara Ya Rasool Allah
    Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah
    Dam-E-Aakhir Zara Hassam Par Itna Karam Karna
    Keh Uss Kay Lab Par Hoo Kalma Tumhara Ya Rasool Allah
    Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah
    Naheen Hay Koi Dunia Main Hamara Ya Rasool Allah
    Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah
    Nahi he koi duniya mey Hamara Ya Rasool Allah Lyrics
    nahi hai koi duniya mein hamara ya rasool allah, nahi hai koi duniya mein hamara ya rasool allah status, nahi hai koi duniya mein hamara ya rasool allah khalid hussain khalid, nahi hai koi duniya mein hamara ya rasool allah lyrics, nahi hai koi duniya mein hamara ya rasool allah ringtone, nahi hai koi duniya mein hamara ya rasool allah owais raza qadri, nahi hai koi duniya mein hamara ya rasool allah waqar azam qadri, nahi hai koi duniya mein hamara ya rasool allah farhan ali qadri, nahi hai koi duniya mein hamara ya rasool allah qari shahid mahmood, nahi hai koi duniya mein hamara ya rasool allah full naat
    #naat
    #naatsharif
    #newnaat
    #emotinol
    #beautiful
    #islamic
    #viral
    #video
    new naat link
    youtu.be/SxZSWsJYljQ
arrow_drop_up